Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics – Armaan Malik
Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics
Na jaga na soya Kahan main hoon khoya Samajh mein na aata Hai kuch lekin
Tumhare bina ek bhi saans lena Hai mere liye ab to namumkin Chalta hi rehta teri ore ye dil Ek pal theharta nahi
Kya yehi pyaar hai Haan yehi pyaar hai Dil tere bin kahin lagta nahi Wakt guzarta nahi
Kya yahi pyaar hai Haan yahi pyaar hai
Main teri har baat mein Haan mein haan milata hoon Tu jahaan bhi jati hai Main wahi pe aata hoon
Dhadka hai aise Tumhein dekh ke dil Sambhale sambhalta nahi
Kya yehi pyaar hai Haan yehi pyaar hai
Song Credits
Song: Kya Yehi Pyaar Hai
Artist: Armaan Malik
Actor: Nushrratt Bharuccha, Sunny Kaushal
Lyricist: Rashmi Virag
Musician: Amaal Mallik
Label: T-Series
