Kyun Na Aaye Lyrics – Tejasswi Prakash | Pranav Vatsa

Kyun Na Aaye Lyrics: is Latest Hindi song starring Tejasswi Prakash and sung by Pranav Vatsa with music is given by Vivian Richard. Kyun Na Aaye song lyrics are also written by Pranav Vatsa while music video released by Zee Music. Get Kyun Na Aaye Song Information

Kyun Na Aaye Lyrics

Main dekhu jahan har kahin, Pyaar hi pyaar hai, Ek tuhi nahi mere paas, Aisa kyu yaar hai.
Pyaar barasne ka mausam hai ye, Aur baahein meri murjhaye jaye.
Tu aaye aaye kyun na aaye, Kyu aise mujhe tu sataye, Tu aaye aaye kyun na aaye.
Main jee loon tumhe fir zara, Sanson mein aag hai, Aakhiri tuhi hai wajah, Aur kya khas hai.
Khwab sawarne ka mausam hai ye, Aur neenden meri door jaye jaye.
Tu aaye aaye kyun na aaye, Kyu aise mujhe tu sataye, Tu aaye aaye kyun na aaye.
Kyu aashiqui mein do dil jale hai, Aakhon mein kyu aayi hai nami, Tanhaiyon mein khone lage hai, Yadon mein tu meri har kahin.
Tere jane se teri khabar tak, Mujhko hai roz jalaye jaye.
Tu aaye aaye kyun na aaye, Kyu aise mujhe tu sataye, Tu aaye aaye kyun na aaye.
Jab tak tumhari khushboo, Meri sanson mein hai, Main zinda hoon.
Jab talak mere guzarte huye lamhon mein, Tumhari yadein hai batein hai mulakatein hai, Tab talak main zinda hoon.
Written by: Pranav Vatsa
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Kyun Na Aaye Lyrics - Tejasswi Prakash | Pranav Vatsa

Kyun Na Aaye Song Info:

Song: Kyun Na Aaye
Singer(s): Pranav Vatsa
Musician(s): Vivian Richard
Lyricist(s): Pranav Vatsa
Cast: Tejasswi Prakash
Label(©): Zee Music Company
Scroll to Top