Now readingKing

Laapata

Laapata

Laapata

Aa aa aa..
Humne kiye aise sawalJinka mila na jawaab unseToot gaya mera jahaanJisko dhage se banaya bunke
Ajnabi huye woJo kabhi the apneAaya na fir kabhi mudke woHum rishte kya hi rakhte
Nadani nasamjhiUnki ya kuch bhi keh loHamko bin kahe alvida
Wo hue laapataAb dhoondein kahan unke nishanHaan wo huye laapataNa doori kate hai darmiyanHaan wo huye
Ab har ek aaine meinTera hi aks haiTera ruth ke chale janaKyu bada be-waqt hai
Tera chehra nigahon meinKuch aise rakh ke chala huMukhtasar na bhi ho manzilMain tera banke raha hoon
Tum kahin door chale gaye hoYe kyun hua haiMujhko chur kar chuke hoYe sab kya hai
Wo huye laapataAb dhoondein kahan unke nishanHaan wo huye laapataNa doori kate hai darmiyan haan
Ajnabee huye woJo kabhi the apneAaya na fir kabhi mudke woHum rishte kya hi rakhte
Nadani nasamjhiUnki ya kuch bhi keh loHamko bin kahe alvidaWo hue laapata
Wo hue laapataLaapata laapata laapata
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Laapata Music Video