Maan Meri Jaan Lyrics – King

Maan Meri Jaan Lyrics

Main teri aankhon mein Udasi kabhi dekh sakda nai Tujhe khush main rakhunga soneya Main tere hothon pe Khamoshi kabhi dekh sakda nai
Sari batein main sununga soneya Tere dil se na kabhi khelunga Sare raaz apne main tujhko de dunga Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya Mera lagda na jiya tere bagair
Tu maan meri jaan Main tujhe jane na dunga Main tujhko apni baahon mein Chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan Main tujhe jane na dunga Main tujhko apni aankhon mein Basa ke rakhunga Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan Tu maan meri jaan
Main saya banke Sath tere rehna 24 ghante Main rehna 24 ghante Tere bina dil lagda nai
Main aankhon se chura lu jana Tere jo bhi gam the Haye tere jo bhi gam the Tere bina dil lagta nahi
Meri bahon mein aake tu jana nahi Aisi rab se main maangu dua Tere dil se na kabhi khelunga Sare raaz apne main tujhko de dunga Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya Mera lagda na jiya tere bagair
Tu maan meri jaan Main tujhe jaane na dunga Main tujhko apni bahon mein Chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan Main tujhe jane na dunga Main tujhko apni aankhon mein Basa ke rakhunga Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan Tu maan meri jaan Maan meri jaan Tu maan meri jaan
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Maan Meri Jaan

Album: Champagne Talk

Artist: King

Actor: King, Natasha Bharadwaj

Lyricist: King

Musician: Saurabh Lokhande

Label: King