Main Na Jaanu Kyun
Teri aakhon ki kirno meinSuraj ka sona haiJisko batorun saari raatTere khwabon ki dharti peSaanson ki garmi ko chhoo karJale hain mere hath
Fir bhi tujhse shuruTujhpe hi khatamHoti hai har meri baat
Main na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyun
Meri dil ki deewaron peAb to chadha haiTere pyaar ka rang ye lalLog ye pooche kyun ho raha deewanaPar main bhi na bolunKya hai mera haal
Kyun-Ki tujhse shuruTujhpe hi khatamHote hain sab sawal
Main na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyun
Har saans mein hai tera hi nashaHar labz mein teri yaadHar saans mein hai tera hi nashaHar labz mein teri yaadTu hi tuDin ke ujalon mein haiTu hi andheron ke baadKyun-Ki tujhse shuruTujhpe hi khatamHote hain sab jazbaat
Main na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyun
Main na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyunMain na jaanu kyun
Watch now