Main Parwaana Lyrics (Pippa) – Arijit Singh

Main Parwaana Lyrics

Main parwaana Tera naam bata na Te pyaar mein Jalna jalana
Yun nazre utha na Yun nazre gira na Tu shama main hu mastana
Dil pe baar baar Vaar aisa kiya ho oh oo Arrow aar paar yaar kar diya Chadi hui hai grari addi hoyi hai Main pauji aaj tipsy ho gaya
Ankh main marunga deewana Pakka ji mera nishana Rakh tu bachna bachana Ankh main marunga deewana no way
Main parwaana Tera naam bata na Te pyaar mein Jalna jalana
Main tujhpe fizaa Etbaar mujhe hai na Straight khuleyam hai Yeh kehna
Ki wing swing Yahan na ho paye Na scene hot beat wala Mamm mamm mia
Jane jaan romieo deewana Kacha hai tera nishana Jab tak try maar jana Kuch nahi hona humara
Jana ye yaara maine jana Bada hi pakka nishana
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Main Parwaana

Album: Pippa (Movie)

Artist: Arijit Singh

Lyricist: Shellee

Musician: A R Rahman

Label: Zee Music Company