Main Toh Main Hoon
Jagmag jagmag se ye dinHote kya ye mere binMana ki main hoon kamsinMere aaine hai ye pyare palYe muskurate hue lamhe
Jo inme khud ko dekhun toBas ye kehti hoon
Main toh main hoonMain hoon main hoonMain toh main hoonMain hoon main hoon
Jagmag jagmag se ye dinHote kya ye mere binMana ki main hoon kamsinMere aaine hai ye pyare palYe muskurate hue lamhe
Jo inme khud ko dekhun toBas ye kehti hoon
Main to main huMain hoon main hoonMain to main huMain hoon main hoon
Har subahLati hai koi khushiSham aati haiTo lati hai pyara sapna koi
Ek khoobsurat si zindagi haiReshami reshamiPyaar mohabbat aur dosti haiMujhe kab hai koi kami
Main to main huMain hoon main hoonMain to main huMain hoon main hoon
Har ghadiHai gungunati huiSab hai yahan bas meharbanKarte hai pyaar sabhi
Main laadli hoonNaajon pali hoonLog hai jaante
Jab chahu udd uthunFir man bhi jaun mainSab hai ye maante
Main toh main hoonMain hoon main hoonMain toh main hoonMain hoon main hoon
Watch now
Main Toh Main Hoon Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Abhilasha Sinha
From the album
Mili (Movie)
Words by
Javed Akhtar
Music by
A R Rahman
Music label
Zee Music Company
Featuring
Janhvi Kapoor, Sunny Kahlon
FAQ
Good to know
Who sings Main Toh Main Hoon?
Main Toh Main Hoon is performed by Abhilasha Sinha.
Which album is Main Toh Main Hoon from?
Main Toh Main Hoon appears on the album Mili (Movie).
Who wrote the lyrics for Main Toh Main Hoon?
The lyrics for Main Toh Main Hoon were written by Javed Akhtar.
Who composed the music for Main Toh Main Hoon?
The music for Main Toh Main Hoon was composed by A R Rahman.
Which music label released Main Toh Main Hoon?
Main Toh Main Hoon is associated with Zee Music Company.
Who is featured in Main Toh Main Hoon?
Janhvi Kapoor and Sunny Kahlon is featured in Main Toh Main Hoon.
