Main Tumhara Lyrics – Dil Bechara | Sushant

Main Tumhara - Dil Bechara

Tum na hue mere toh kya, Hmm… tum na hue mere toh kya, Main tumhara, main tumhara, Main tumhara raha, Mere chanda main tumhara sitara raha.
Rishta raha bas ret ka, Ae samandar main tumhara kinara raha, Main tumhara, main tumhara, tumhara raha, Tum na hue mere toh kya.
Tu hi pehli guzaarish hasrat bhi tu aakhri, Maahi mere masiha marzi bata kya teri, Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha, Mere chanda main tumhara sitara raha.
Main jado ke mahine ki tarah, Aur tum ho pashmine ki tarah, Main deevaaron ki tarah hoon, Tum jaise ho dareecha, Main bagheecha jo tum ne seencha.
Tum na hue mere toh kya, Hmm tum na hue mere toh kya, Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha, Mere chanda main tumhara sitara raha.
Rishta raha bas ret ka, Ae samandar main tumhara kinara raha, Main tumhara, main tumhara, tumhara raha, Tum na hue mere toh kya.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Main Tumhara

Album: Dil Bechara

Artist: Hriday Gattani, Jonita Gandhi

Actor: Sanjana Sanghi, Sushant Singh Rajput

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Musician: A R Rahman

Label: Sony Music India