Mazaa Lyrics – B Praak

Mazaa Lyrics

Main gairon ki bahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan Koi tujh sa kahi na Thi unki jo khushboo samjha aa gaya

Bhatak gaye the hum ek shaam ko Kiya hai kharaab Kharaab tere naam ko
Kyun dil tera toda Yeh poochne humse sapne mein Mere khuda aa gaya
Main gairon ki bahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan Koi tujh sa kahi na Thi unki jo khushboo samjha aa gaya
Dariya yeh dariya dariya na hota Na hota jo iska kinara Akal thikane aayi hamari Tumse bichad kar o yaara

Raat ko nikla tha teri gali se Thokar main kha kar subah aa gaya
Main gairon ki bahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan Koi tujh sa kahi na Thi unki jo khushboo samjha aa gaya
Yeh aakhari galti thi aakhari mauka De de na mujh ko tu saaki Ab tere pairon mein kaatnge yaara Jitni bhi zindagi hai baaki

Ho jaani ke andar jo jaani awaara tha Jaani woh khud hi jala aa gaya
Main gairon ki bahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan Koi tujh sa kahi na Thi unki jo khushboo samjha aa gaya
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Mazaa

Artist: B Praak

Lyricist: Jaani

Musician: B Praak

Label: Saregama Music