Mehndi Wale Hath Lyrics – Guru Randhawa

Mehndi Wale Hath Lyrics

Mehendi wale haath wo tere Payal wale paon Mehendi wale haath wo tere Payal wale paon
Yaad bahot aate hain mujhko Tu aur apna gaon Kachi pagdandi ke raste Aur neem ki chaon Kachi pagdandi ke raste Aur neem ki chaon
Yaad bahot aate hain mujhko Tu aur apna gaon Mehandi wale hath
Gaon ka wo talab Jahan har roj mila karta tha Baatein karte karte Teri chudi bhi ginta tha
Teri bholi baatein sunkar Aksar main hasta tha
Yaad unhe ab bhi karta hu Shehar mein subah sham Yaad unhe ab bhi karta hu Shehar mein subah sham
Yaad bahot aate hain mujhko Tu aur apna gaon Mehndi wale hath Oh mehndi wale hath
Kya tune ab bhi rakhe hai Prem ke wo sandesh Patthar bandh ke chat par teri Deta tha jo faink
Yaad mujhe karta hai kya tu Ab bhi unko dekh
Kya tere hothon ko pata hai Ab bhi mera naam Kya tere hothon ko pata hai Ab bhi mera naam
Yaad bahot aate hai mujhko Tu aur apna gaon
Mehndi wale hath wo tere Payal wale paon Mehendi wale haath wo tere Payal wale paon
Yaad bahot aate hai mujhko Tu aur apna gaon
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Mehendi Wale Haath

Artist: Guru Randhawa

Actor: Guru Randhawa, Sanjana Sanghi

Lyricist: Sayeed Quadri

Musician: Sachet-Parampara

Label: T-Series