Mehrma Lyrics – Love Aaj Kal | Darshan Raval
Mehrma Lyrics
Chahiye kisi saaye mein jagah Chaaha bahot baar hai Na kahin kabhi mera dil laga Kaisa samajhdaar hai
Main na pahuchun kyun waha pe Jana chahun main jaha pe Main kaha kho gaya Aisa kya ho gaya
Oh mehrma kya mila Yun juda hoke bata Oh mehrama kya mila Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi Na khabar apni rahi Na raha raha tera pata Oh mehrma kya mila Yun juda hoke bata
Jo shor ka hissa hui Wo aawaz hoon logo mein hoon Par tanha hoon main Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujh se judai karti rahe Bolu magar na baatein karun Ye kya hu main
Sab hai lekin main nahi hoon Wo jo thoda tha kami Wo hawa ho gaya Kyun khafa ho gaya
Oh mehrama kya mila Yun juda hoke bata Oh mehrma kya mila Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi Na khabar apni rahi Na raha raha tera pata Oh mehrama kya mila Yun juda hoke bata
Song Credits
Song: Mehrama
Album: Love Aaj Kal
Artist: Antara Mitra, Darshan Raval
Lyricist: Irshad Kamil
Musician: Pritam
Label: Sony Music India
