Mere Hisse Lyrics – Manish Joshi | Shriya Jain
Mere Hisse Lyrics
Ek pal mein lamha yun tham jaye Jo tu dikh jaye aaj bhi Hak mein mere woh ho jaye Hai dua ye aaj bhi
Mohabbat rooh se thi Jismon se na Ishq tere lafjon se tha Hoton se na
Mere hisse main ho jaye Tu mera har lamha ban jaye Yun fir sirhane so jaye laazmi
Pehle paas hi reh jaye Dil jazzbat ye keh jaye Phir in rahon ke ho Hum do darmiya
Hath yun thamein Chalte rahe hum Mange khuda se Bas ye dua
Laut ke aayenge Kehke gaye the Jhoote the vade ya Mile hi nahi the
Mere hisse main ho jaye Tu mera har lamha ban jaye Yun phir sirhane so jaye laazmi
Jo phir pass kahi reh jaye Tu har khwabon mein bhi aaye Yun dard ashkon main Beh jaye aaj bhi
Suhani si ek raat hogi Jinme tu mere sath hogi Baahon mein baahein thi Aankhon se batein thi Hazaron khwahishein Yun adhuri reh gayi
Dil bhi bevajah tha Har dafa teri rah dekhe Hai khada har bar nahi Ek vaari kehde aa
Tere hisse mein ho jaun main Tera har lamha ban jaun main Phir sirhane so jaye laazmi
Teri baahon mein so jaun main Tere khwabon mein kho jaun main Bas rab se ho itni si ilteza
Song Credits
Song: Mere Hisse
Artist: Manish Joshi, Shriya Jain
Lyricist: Manish Joshi
Musician: Mann Taneja
