Mere Sawaal Ka
Main pagla gayaHoon ye jaantaJo dil ke mohalle meinTu aa gaya
Mere sawaal kaTu hi jawab haiMere sawaal kaTu hi jawab hai
Ye sawere sawere hiKhwab aa gayaKhulke jo tu hasse
Meri aankhein na hateTere aane seSooraj bhi sharma gaya
Main pagla gayaHoon ye jaantaJo dil ke mohalle meinTu aa gaya
Behosh hosh haiSab khamosh hai
Ho behosh hosh haiSab khamosh haiTeri baton meinMain ye kahan aa gaya
Mere sawal kaTu hi jawab haiYe sawere sawere hiKhwab aa gaya
Dhoondun kahan koi aisa joJo samjhe bina bole pata toNa chanda ko tod ke laye woPar chand ho dil uska
Paise bhale kam kamaye woPar zoron se daily hassaye woLe baahon mein jab ghar aaye woMain queen hoon isi ki haan
Waise hoon main badiSidhi sadhi ladkiPar love leke aata twist
Mile aisa pagla sa mere liyeJab kahun kare barishAisa jo mile toNever gonna let go
Badi zor se mohabbat huiBade zor ka tujhpe pyaar aa gayaMere sawal ka tu hi jawab haiYe sawere sawere hi khwab aa gaya
Ye maan lo ke dil hai ghar teraHaan ye maan lo ke dil hai ghar teraKiraya pyaar se chuka dena tum meraKaho na rehne kab aaoge
Tumse jo do pal batein ho meriHaan tumse jo do pal batein ho meriTo sara din badal hi jata hai oh jaan meriBolo gale kab lagaoge
Tere aane se meri aawaargi meinKehte sabhi hai sudhar aa gayaChori chipe tumhe hoon yaar dekhtiChori chipe tumhe hoon yaar dekhtiSare chehron mein chehra tera aa gaya
Ho mere sawal kaTu hi jawab haiYe sawere sawere hiKhwab aa gaya
Watch now
Mere Sawaal Ka Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Shalmali Kholgade, Shashwat Singh
From the album
Shehzada (Movie)
Words by
Shloke Lal
Music by
Pritam
Music label
T-Series
Featuring
Kartik Aaryan, Kriti Sanon
FAQ
Good to know
Who sings Mere Sawaal Ka?
Mere Sawaal Ka is performed by Shalmali Kholgade and Shashwat Singh.
Which album is Mere Sawaal Ka from?
Mere Sawaal Ka appears on the album Shehzada (Movie).
Who wrote the lyrics for Mere Sawaal Ka?
The lyrics for Mere Sawaal Ka were written by Shloke Lal.
Who composed the music for Mere Sawaal Ka?
The music for Mere Sawaal Ka was composed by Pritam.
Which music label released Mere Sawaal Ka?
Mere Sawaal Ka is associated with T-Series.
Who is featured in Mere Sawaal Ka?
Kartik Aaryan and Kriti Sanon is featured in Mere Sawaal Ka.
