Meri Tarah Lyrics – Jubin Nautiyal | Payal Dev

Meri Tarah Lyrics

Kon hai wo duniya mein jo Tujhe mujhse badhkar chahne laga Jiske liye tu hath mera Ek pal mein chod ke jane laga
Kon hai wo duniya mein jo Tujhe mujhse badhkar chahne laga Jiske liye tu hath mera Ek pal mein chod ke jane laga
Tu soch samajh kar chaaho usey Ek din mujhse milwao usey Main bhi to dekhoon pyaar mein Wo kya kar sakta hai
Kya wo jo bhi kehta hai wo Sach mein kar sakta hai Kya meri tarah wo tujh par Haske mar sakta hai
Kya wo jo bhi kehta hai wo Sach mein kar sakta hai Kya meri tarah wo tujh par Haske mar sakta hai Haske mar sakta hai
Bahot fark hota hai Yun sath muskurane mein Hath thamne mein aur Zindagi bitane mein
Jeene marne ki baatein Karke bhul jate hain Kya kisi ka jaye jhuthe Khwab sa dikhane mein
Tum galiyon mein apni bulao zara Mere jitne kaante bichao zara Bina uff kiye kya inpe Wo bhi guzar sakta hai
Kya wo jo bhi kehta hai wo Sach mein kar sakta hai Kya meri tarah wo tujh par Haske mar sakta hai
Kya wo jo bhi kehta hai wo Sach mein kar sakta hai Kya meri tarah wo tujh par Haske mar sakta hai
Ab yaad rakhega kon kise Ye wakt ko tai kar lene de Karde khushiyon ki barish us par Aankh mujhe bhar lene de
Na shor hua awaaj hui Jab jab dil sacha toota hai Poocho sabse se sabko apne Chaahne walo ne loota hai
Na aas rahe na saans rahe Hum bhi pathar ho jayenge Tum ho jayoge gairon ke Hum to khud ke hi na ho payenge Ho payenge
Teri dhadkano ke jariye Main bhi to dhadakti hoon Tujhe kaise dil se mere Door kar sakti hoon
Jaisi bhi raahein chahe Haan main chal sakti hoon Tujhe dekh kar jeeti hoon Tujhpe mar sakti hoon Tujhpe mar sakti hoon Tujhpe mar sakti hoon Tujhpe mar sakti hoon
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Meri Tarah

Artist: Jubin Nautiyal, Payal Dev

Actor: Gautam Gulati, Heli Daruwala, Himansh Kohli

Lyricist: Kunaal Vermaa

Musician: Payal Dev

Label: T-Series