Mohe Ram Rang Rang De Lyrics – Bhavai

Mohe Ram Rang Rang De Lyrics

Aao tumko le chale Ram siya ke desh re
Kaushalya ki god mein paragte Awadh kunj mein awadh bihari Siya sang mein racha swayamvara Tode dhanush saras dhanudhari Aayi janak mein janak dulari Harsh de har ik charan pakhari
Mohe ram rang rang de re Mohe ram rang rang de re Ram nihare siya ko re Siya nihare ram ko re
Dasi main ram ki dasi re Dasi mere ram ki dasi re
Kaikeyi ko raj tilak to Ram chadar ka raas na aaya Dasharatha ke sharan aakar boli’ Unka war unhe yaad dilaya
Dasharath bole mango priye tum Tan man dhan sab tum par arpan Bharat ko do tum raaj sinhasan 14 varsh ka ram ko do wan
Putar pita ka vachan nibhane Wan ki aur lage kadam badhane Site boli hey raghunandan Main bhi chalu wan dharam nibhane
Rat ki mamta lakhan ko khinche Ram siya ke chal bhaye piche Chal bhaye piche
Chitarkut ke ghaat sajayi Juthi ber sabri ki khayi Roopvati le roop surpnakha Naak kata ke pauchi lanka
Lanka mein ravan ka danka Kaata na kaagran wanka
Dhikkar hai dhikkar hai Dhikkar hai bhai ravan Teri veerta ko dhikkar hai
Wan mein aaye do nar nari Ek ne kati naak hamari Shanknad sa lage garajne Pahucha chhal kar siya ko harne Marich wan mrig chalal prayi Laagal waan lakahn kohnayi
Sadhu besh dhar ke chalkari Bhiksha do mohe hath pukari Kar ke haran chal diya asanka Pahuch gaya siya har le lanka
Wan wan dhundat lakhan raghubira Sahat kalesh kathin tan peeda Kal pat prabhu se kehat jatayu Siya haran ka raj batayi
Mile kapihari man anuraga Prabhu ke das safal kar kaja
Sanka to ude hanumant ran lanka Foonk diye jakar gadh lanka Haan lanka foonk diye hanumant ne lanka
Mata main agya chahta hoon Sri ram chandar ke liye koi sandesh ho To aadesh ho mata
Hari charan chookar ashish lena Chuda mani kapi prabhu ko dena Hari bin kitna man hai vyakul Ram ko siye ka sandesha dena
Ja re pawan ja leja sandesha Pi ko mere leja sandesha
Pawansutt sudh le aaye Ram ko siya ka haal bataye HaHa kaar gunjanl gaganagan Baudh se vaan chale hai sansan Ghamasaan chid gayi ladayi
Asur sanghar vijay haripayi Ravan wadh kar siya liya ke Lakahn sahit ab awadh mein aa ke
Ram raj bhayi sab jag jaana Prabhu leela sab jagat bakhana Mohe ram rang rang de
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Mohe Ram Rang Rang De

Album: Bhavai

Artist: Shreya Ghoshal, Udit Narayan

Actor: Aindrita Ray, Pratik Gandhi

Lyricist: Shabbir Ahmed

Musician: Shabbir Ahmed

Label: Zee Music Company