Mujhko Mana Lena
Aisa na ho janaaKabhi tumse rahu naraazAur agar tum takNahi pohoche mere alfaaz
Tum mujhko mana lenaHan tum bas mujhko mana lenaTum mujhko mana lenaHan tum bas mujhko mana lena
Aisa na ho jaanaKabhi badle mera andaazPhir hai tumhe ye haqWahi deke mujhe aawaz
Tum mujhko mana lenaHan tum tab mujhko mana lenaTum mujhko mana lenaHan tum tab mujhko mana lena
Ye duniya kuchh bhi kaheSath apna yu chalta raheBas itni si khwahish haiIshq mera tum mein behta rahe
Iske siwa kuchh nahiHo chaahe aasman ya zameen
Aisa na ho jaanaKabhi shaam dhale tum binAur jo subah ho tohLage rutha hua sa din
Tum mujhme raha karnaHan tum bas mujhme raha karnaTum mujhme raha karnaHan tum bas mujhme raha karna
Ye lamhe kehne lageYu hi hum tum ab milte raheMan ka aisa mausam hoEk duje me jeete rahe
Tera mera kuchh nahiHo chahe darmiyan ya kahi
Aisa na ho jaanaKabhi chhod ke jaungaAur jo kahu tumse yeNahi lautke aaunga
Tum mujhko sata denaHan tum bas mujhko sata denaTum mujhko sata denaHan tum bas mujhko sata dena
Tum mujhko mana lenaHan tum bas mujhko mana lenaTum mujhko mana lenaHan tum bas mujhko mana lena
Watch now
Mujhko Mana Lena Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Alka Yagnik, Ashok Ojha
Words by
Tripurari
Music by
Sugat Dhanvijay
Music label
Saregama Music
Featuring
Khushi Chaudhary, Zain Imam
FAQ
Good to know
Who sings Mujhko Mana Lena?
Mujhko Mana Lena is performed by Alka Yagnik and Ashok Ojha.
Who wrote the lyrics for Mujhko Mana Lena?
The lyrics for Mujhko Mana Lena were written by Tripurari.
Who composed the music for Mujhko Mana Lena?
The music for Mujhko Mana Lena was composed by Sugat Dhanvijay.
Which music label released Mujhko Mana Lena?
Mujhko Mana Lena is associated with Saregama Music.
Who is featured in Mujhko Mana Lena?
Khushi Chaudhary and Zain Imam is featured in Mujhko Mana Lena.
