Mulakaatein Lyrics – Utkarsh Saxena
Mulakaatein Lyrics
Mujhse mohabbat ki na kabhi to Dil mein jagah tune dedi kisi ko Mujhse mohabbat ki na kabhi to Dil mein jagah tune dedi kisi ko
Tu to nikli bewafa Tune di kyun ye sajja Haa main jis se darta tha Wahi tune kar diya
Mulakaatein mujhe wo sab Kyun yaad mein aaye Wo barsatein mujhe kyun ab Yun tanha rulaye

Tum nahi the hamare Humne ye jaan liya hai Ab se tumko paraya Is dil ne maan lia hai haa

Naa chahu fir bhi kyun tujhko Dil ne mere yaad kiya hai Tere khatir na jaane kyun Khud ko barbad kiya hai

Ho tum hi dard-e-dil ki wajah Kyun dedi mujhko aisi sajja Haa main jis se darta tha Wahi tune kar dia
Mulakaatein mujhe wo sab Kyun yaad mein aaye Wo barsatein mujhe kyun ab Yun tanha rulaye
Mulakaatein mujhe wo sab Kyun yaad mein aaye Wo barsatein mujhe kyun ab Yun tanha rulaye
Bewafi kyun kari tune Bewafi kyun kari tune Bewafi kyun kari tune Bewafa

Song Credits
Song: Mulakaatein
Artist: Utkarsh Saxena
Actor: Karan Mehra, Neha Sharad Shah
Lyricist: Ritik Chouhan
Musician: Ritik Chouhan
Label: Zee Music Company