Naa Tere Bin Lyrics – Ek Villain Returns
Naa Tere Bin Lyrics
Tera asar o bekhabar Main kho gaya jane kidhar
Tu mere paas hai abhi To lamhe khas hai abhi Na jane kab hua yaqeen Ke kuch bhi tere bin nahi
Naa tere bin rehna ji Na aur kuch kehna ji Ke jagte jagte Main umar bita loon
Na ek pal chaina ji Hai sath mein rehna ji Ke jagte jagte Main umar bita loon
Jo baki saans hai abhi Wo tere paas hai abhi Mujhe ab ho gaya yaqeen Ke tere bin main kuch nahi
Na tere bin rehna ji Na aur kuch kehna ji Ke jagte jagte Main umar bita loon
Qareeb aa tu is tarah Sansein mile do jis tarah Main tere sang ye safar guzarun
Mile ho tum mujhe abhi To ho gaya mujhe yaqeen Kitna main tanha Bheed mein raha hoon
Ye zid mein hi rehna ji Judai nahi sehna ji Ke haste haste Main gam tera ro loon
Na ek pal chaina ji Hai sath mein rehna ji Ke jagte jagte Main umar bita loon
Agar tu na mile mujhe Main lamhe rok loon yahin Jahan se hum shuru hue Main dohraun wo pal sabhi
Naa tere bin rehna ji Na aur kuch kehna ji Ke jagte jagte Main umar bita loon
Tujhe main chahun is qadar Na chahe tu mujhe agar Main tujhse mohabbat Karta rahunga
Ye khalipan manjoor hai Isme nahi tu door hai Jahan tak dekhun tu hi dikhega
Ishq tera pehna ji Sach to yahi haina ji Ke behte behte Main raah bana loon
Na ek pal chaina ji Hai sath mein rehna ji Ke jagte jagte Main umar bita loon
Main aadha jee raha yahin Adhoori tu bhi to yahin Kinare wo jo na mile Unhe milna to hai kahin
Naa tere bin rehna ji Na aur kuch kehna ji Ke jagte jagte Main umar bita loon
Song Credits
Song: Naa Tere Bin
Album: Ek Villain Returns
Artist: Altamash Faridi
Actor: Disha Patani, John Abraham
Lyricist: Tanishk Bagchi
Musician: Tanishk Bagchi
Label: T-Series
