Nahi Jaana Lyrics – Sachin Sanghvi
Nahi Jaana Lyrics
Main tujhko dekhun to Jane kya ho jata hai Batein sau karni hai Par honthon pe Tala lag jata hai
Ho kuch bhi kahe bin Aakhon se lekin Sari tu batein kare haye Chhalke jo aise pyaar tera ye Dil bekaabu kare
Nahi jaana nahi jaana Nahi jaana nahi jaana re Ik pal bhi mujhe tanha chhod ke maahi
Nahi reh paana nahi reh paana Haye tere bina nahi reh paana Ek pal bhi juda main tujhse o maahi
Ho ab jo jiya main ghar hai kiya re Tu chhodna na kabhi Chahe na de kiraya na kuch girwi Maaf tujhe hai sabhi
Chaahe main jitna dekhun tumhen Par jee ye bharta nahi Aisi musibat hai samne par Dil isse ladta nahi ho
Itna sa vada mujhse tu karle Dil na todna mera kabhi Fir chahe na de kiraya na kuch girwi Maaf tujhe hai sabhi
Nahi jaana nahi jaana Nahi jaana nahi jaana re Ik pal bhi mujhe tanha chhod ke maahi
Nahi reh paana nahi reh paana Haye tere bina nahi reh paana Ek pal bhi juda main tujhse o maahi
Nahi jaana nahi jaana Nahi jaana nahi jaana re Ik pal bhi mujhe tanha chhod ke maahi
Nahi reh paana nahi reh paana Haye tere bina nahi reh paana Ek pal bhi juda main tujhse o maahi
Song Credits
Song: Nahi Jaana
Artist: Sachin Sanghvi
Actor: Aadil Khan, Esshanya S Maheswari
Lyricist: Siddhant Kaushal
Musician: Sachin-Jigar
Label: Sachin Jigar