Now readingJaved Ali

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Nazar lag jayegiNazar lag jayegiNazar lag jayegi meri tujheItna bhi chaho na mujhe
Nazar lag jayegiNazar lag jayegiNazar lag jayegi meri tujheItna saraho na mujhe
Sapnon ki jhalarPalkon pe bikhri haiTujhse meri subah nikhari hai
Tujhe dekhne ki hai aadateinTeri khwahishein hai ibadateinDe chahaton ki ijazateinTera hona bhi hai ek hunar
Nazar lag jayegiNazar lag jayegiNazar lag jayegi meri tujheItna bhi chaho na mujhe
Ye hath mein hai jo likhaWo kisi ko na dikhaDekhti kyun hath meraAake dekh le
Main tumhara saya hoonSath rehne aaya hoonSham ho ya ho saweraAake dekh le
Chup chap hoon par sath hoonTera haal hoon haalaat hoonDil mein chale dhadkan taleJo har ghadi main wo baat hoonChahe mane tu ya mane na
Nazar lag jayegiNazar lag jayegiNazar lag jayegi meri tujheItna bhi chaho na mujhe
Nazar lag jayegiNazar lag jayegiNazar lag jayegi meri tujheItna saraho na mujhe
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Nazar Lag Jayegi Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Nazar Lag Jayegi?

Nazar Lag Jayegi is performed by Javed Ali.

Which album is Nazar Lag Jayegi from?

Nazar Lag Jayegi appears on the album Bholaa (Movie).

Who wrote the lyrics for Nazar Lag Jayegi?

The lyrics for Nazar Lag Jayegi were written by Irshad Kamil.

Who composed the music for Nazar Lag Jayegi?

The music for Nazar Lag Jayegi was composed by Ravi Basrur.

Which music label released Nazar Lag Jayegi?

Nazar Lag Jayegi is associated with T-Series.

Who is featured in Nazar Lag Jayegi?

Ajay Devgn and Tabu is featured in Nazar Lag Jayegi.