Ohh Yaara Lyrics – Javed Ali

Ohh Yaara Lyrics

Aansuon ki baarishein Aankhon se beh gayi Khwabon ki imartein Ik pal mein dheh gayi
Kis se kahun kaise kahun Ehsaas hai tu mera Tu chala gaya dil se magar Aankhon mein tera chehra
Ab bhi rehta hai tu mujh mein Main khoya rehta hu tujh mein Tu hi to mera sahara
Oh yaara oh yaara ohh yaara Oh yaara oh yaara ohh yaara
Aansuon ki baarishein Aankhon se beh gayi Khwabon ki imartein Ik pal mein dheh gayi
Aansuon ki baarishein Aankhon se beh gayi Khwabon ki imartein Ik pal mein dheh gayi
Bahut kahan bahut suna Par tune ik na suni
Bahut kahan bahut suna Par tune ik na suni Kismat mein meri tu nahi Phir kyun hai tujhpe yakeen Phir kyun hai tujhpe yakeen
Ab bhi tadpaa hai tu mujh mein Ab bhi dhadka hai tu mujh mein Tu hi to mera sahara
Oh yaara oh yaara ohh yaara Oh yaara oh yaara ohh yaara Yaara oh oh ho
Aansuon ki baarishein Aankhon se beh gayi Khwabon ki imartein Ik pal mein dheh gayi
Jeena nahi tere bina Ghut ghut ke ab yun mujhe
Oh ho ho jeena nahi tere bina Ghut ghut ke ab yun mujhe Mar bhi jaaun main agar Uff na karunga main tujhe Uff na karunga main tujhe
Yaadein hai teri is dil mein Tere bin hu main mushkil mein Tu hi to mera sahara
Oh yaara oh yaara ohh yaara Oh yaara oh yaara ohh yaara
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Ohh Yaara

Artist: Javed Ali

Actor: Ashwini Chander, Ruslaan Mumtaz

Lyricist: Vishal Samrat

Musician: Rashid Khan

Label: Zee Music Company