Ohh Yaara Lyrics – Javed Ali

Ohh Yaara Lyrics

Aansuon ki baarishein, Aankhon se beh gayi, Khwabon ki imartein, Ik pal mein dheh gayi.
Kis se kahun kaise kahun, Ehsaas hai tu mera, Tu chala gaya dil se magar, Aankhon mein tera chehra.
Ab bhi rehta hai tu mujh mein, Main khoya rehta hu tujh mein, Tu hi to mera sahara.
Oh yaara oh yaara ohh yaara, Oh yaara oh yaara ohh yaara.
Aansuon ki baarishein, Aankhon se beh gayi, Khwabon ki imartein, Ik pal mein dheh gayi.
Aansuon ki baarishein, Aankhon se beh gayi, Khwabon ki imartein, Ik pal mein dheh gayi.
Bahut kahan bahut suna, Par tune ik na suni.
Bahut kahan bahut suna, Par tune ik na suni, Kismat mein meri tu nahi, Phir kyun hai tujhpe yakeen, Phir kyun hai tujhpe yakeen.
Ab bhi tadpaa hai tu mujh mein, Ab bhi dhadka hai tu mujh mein, Tu hi to mera sahara.
Oh yaara oh yaara ohh yaara, Oh yaara oh yaara ohh yaara, Yaara oh oh ho.
Aansuon ki baarishein, Aankhon se beh gayi, Khwabon ki imartein, Ik pal mein dheh gayi.
Jeena nahi tere bina, Ghut ghut ke ab yun mujhe.
Oh ho ho jeena nahi tere bina, Ghut ghut ke ab yun mujhe, Mar bhi jaaun main agar, Uff na karunga main tujhe, Uff na karunga main tujhe.
Yaadein hai teri is dil mein, Tere bin hu main mushkil mein, Tu hi to mera sahara.
Oh yaara oh yaara ohh yaara, Oh yaara oh yaara ohh yaara.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Ohh Yaara

Artist: Javed Ali

Actor: Ashwini Chander, Ruslaan Mumtaz

Lyricist: Vishal Samrat

Musician: Rashid Khan

Label: Zee Music Company