Om Jai Jagdish Hare Lyrics – Divya Khosla Kumar
Om Jai Jagdish Hare Lyrics
Om jai jagdish hare Swami jai jagdish hare Bhakt jano ke sankat Daas jano ke sankat Kshan mein durr kare Om jai jagdish hare
Jo dhyave fal paave Dukh binse mann ka Swami dukh binse mann ka
Sukh sampati ghar aave Sukh sampati ghar aave Kasht mite tan ka Om jai jagdish hare
Maat pita tum mere Sharan gahun main kiski Swami sharan gahun main kiski
Tum bin aur na duja Parbhu bin aur na duja Aas karun main kiski Om jai jagdish hare
Tum puran parmatma Tum antariyami Swami tum antariyami
Paar brahm parmeshvar Paar brahm parmeshvar Tum sabke swami Om jai jagdish hare
Tum karuna ke saagar Tum paalan karta Swami tum paalan karta
Main murakh khal kaami Main sewak tum swami Kripa karo bharta Om jai jagdish hare
Tum ho ek agochar Sab ke pran pati Sab ke pran pati
Kis vidh milun dayaamay Kis vidh milun dayaamay Tum ko main kumati Om jai jagdish hare
Deen bandhu dukh harta Thakur tum mere Swami rakshak tum mere
Apne haath uthao Apni sharan lagao Dwaar pada tere Om jai jagdish hare
Vishay vikaar mitao Paap haro deva Swami paap haro deva
Shradha bhakti badhao Shradha bhakti badhao Santan ki seva Om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare Swami jai jagdish hare Bhakt jano ke sankat Daas jano ke sankat Kshan mein durr kare Om jai jagdish hare
Song Credits
Song: Om Jai Jagdish Hare
Artist: Dhvani Bhanushali, Guru Randhawa, Jubin Nautiyal, Millind Gaba, Neha Kakkar, Parampara Thakur, Sachet Tandon, Tulsi Kumar
Actor: Divya Khosla Kumar
Lyricist: Traditional
Musician: Manan Bhardwaj
Label: T-Series