Oo Saahiba Lyrics – Vikram Vedha

Oo Saahiba Lyrics

Saude baajiyaan ye dil ki Hai mushkil bhari
Saude baajiyaan ye dil ki Hai mushkil bhari Bha gayi hai magar Teri jaadugari
Meri taraf se haan hai oo saahiba Aage jo teri marzi teri raza Meri taraf se haan hai o sahiba Aage jo teri marzi teri raza
Taare taare waare tod laun Aisa kuch wada nahi hai Waada nahi hai
Seedha seedha sada Ishq mera ishq mera Falsafa falsafa aata nahi hai
Dil nawaziyaan hai teri Yahan se wahan
Dil nawaziyaan hai teri Yahan se wahan Koi duniya mein tere barabar kahan
Meri taraf se meri taraf se Meri taraf se haan hai o sahiba Aage jo teri marzi teri raza
Meri taraf se haan hai o sahiba Aage jo teri marzi teri raza
Oo saahiba oo saahiba..
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Oo Saahiba

Album: Vikram Vedha

Artist: Sheykhar Ravjiani, Vishal & Shekhar

Actor: Radhika Apte, Saif Ali Khan

Lyricist: Manoj Muntashir

Musician: Vishal & Shekhar

Label: T-Series