Oops Lyrics – King
Oops Lyrics
Yeah yeah you know what it is
Okay
Main dhoondhu tujhe Har jagah har jagah Kahan chhupke tu baithi Zara de bata
Aayi bhar ke jawani Teri body mein Ya to mere ghar aaja Ya to dede tera pata
Karenge hum jyada kuch nahi baby Bas thoda thoda hint main dedu bata Aag lag jaani jaan ke jaan Tu jaan se badkar meri
Main thoda teri aankhon pe mar gaya Main thoda teri baaton pe mar gaya Tu thoda thoda move hui jo To saara mera jaam bikhar gaya Oops!
Main thoda teri aankhon pe mar gaya Main thoda teri baaton pe mar gaya Tu thoda thoda move hui jo To saara mera jaam bikhar gaya Oops!
Aye aayi banke tu maut ka samaan Tere piche matter ho gaye meri jaan Maine bhi maangi ek wish Kibba karke finish Tere sath guzaarun ek sham Chal aane de aane de
Phone tere daddy ka aane de aane de Meri nayi saaliyon ko jane de jane de Jaake uncle ko bataane de taane de Main kal hi mila hu teri mummy se chok pe Mauke pe chauka bhi maare hain shok se Kehti hain baat hazam nahi hori Pasand tujhe ladki mein aaya meri kya?
Main bola teri aankhon pe mar gaya Main bola teri baaton pe mar gaya Tu thoda thoda move hui jo To sara mera jaam bikhar gaya Oops!
Main thoda teri aankhon pe mar gaya Main thoda teri baaton pe mar gaya Tu thoda thoda move hui jo To sara mera jaam bikhar gaya Oops!
Aye main apni hi marzi ki malik hu Mere baare abhi kuch bhi na jane tu Mere pyaare itihaas nikaal ke dekh Main cheez hun kya?
Mujhe call aya jiska Wo daddy nahi ex tha Baby vapas aa jao uska hi text tha Vaise main faltu ki baatein ni sunti Par jitna bhi kaha tune sab kuch best
Main bhi kal hi mili hu Teri mummy se chok pe Mauke pe chauka bhi maare hain shok se Kehti hain baat hazam nahi hori Pasand tujhe ladke mein aya mere kya?
Main boli teri aankhon pe mar gayi Main boli teri baaton pe mar gayi Tu thoda thoda acha laga jo Main tujhpe hi poori bikar gayi Oops!
Main thoda teri aankhon pe mar gayi Main thoda teri baaton pe mar gayi Tu thoda thoda acha laga jo Main tujhpe hi poori bikar gayi Oops!
Main boli teri aankhon pe mar gaya Main boli teri baaton pe mar gaya Tu thoda thoda acha laga jo Main tujhpe hi poori bikar gaya Oops!
Main thoda teri aankhon pe Main thoda teri baaton pe Tu thoda thoda mujhpe hi To saara mera Oops!
Song Credits
Song: Oops
Artist: King
Actor: King, Zahrah S Khan
Lyricist: King
Musician: Hiten
Label: King
