Oops Lyrics – King

Oops Lyrics: is latest Hindi song sung by King featuring Zahrah Khan with music is given by Hiten while Oops song lyrics are written by King. Get Oops Song Information

Oops Lyrics

Yeah yeah you know what it is .
Okay .
Main dhoondhu tujhe, Har jagah har jagah, Kahan chhupke tu baithi, Zara de bata.
Aayi bhar ke jawani, Teri body mein, Ya to mere ghar aaja, Ya to dede tera pata.
Karenge hum jyada kuch nahi baby, Bas thoda thoda hint main dedu bata, Aag lag jaani jaan ke jaan, Tu jaan se badkar meri.
Main thoda teri aankhon pe mar gaya, Main thoda teri baaton pe mar gaya, Tu thoda thoda move hui jo, To saara mera jaam bikhar gaya, Oops! .
Main thoda teri aankhon pe mar gaya, Main thoda teri baaton pe mar gaya, Tu thoda thoda move hui jo, To saara mera jaam bikhar gaya, Oops! .
Aye aayi banke tu maut ka samaan, Tere piche matter ho gaye meri jaan, Maine bhi maangi ek wish, Kibba karke finish, Tere sath guzaarun ek sham, Chal aane de aane de.
Phone tere daddy ka aane de aane de, Meri nayi saaliyon ko jane de jane de, Jaake uncle ko bataane de taane de, Main kal hi mila hu teri mummy se chok pe, Mauke pe chauka bhi maare hain shok se, Kehti hain baat hazam nahi hori, Pasand tujhe ladki mein aaya meri kya?.
Main bola teri aankhon pe mar gaya, Main bola teri baaton pe mar gaya, Tu thoda thoda move hui jo, To sara mera jaam bikhar gaya, Oops! .
Main thoda teri aankhon pe mar gaya, Main thoda teri baaton pe mar gaya, Tu thoda thoda move hui jo, To sara mera jaam bikhar gaya, Oops! .
Aye main apni hi marzi ki malik hu, Mere baare abhi kuch bhi na jane tu, Mere pyaare itihaas nikaal ke dekh, Main cheez hun kya?.
Mujhe call aya jiska, Wo daddy nahi ex tha, Baby vapas aa jao uska hi text tha, Vaise main faltu ki baatein ni sunti, Par jitna bhi kaha tune sab kuch best.
Main bhi kal hi mili hu, Teri mummy se chok pe, Mauke pe chauka bhi maare hain shok se, Kehti hain baat hazam nahi hori, Pasand tujhe ladke mein aya mere kya?.
Main boli teri aankhon pe mar gayi, Main boli teri baaton pe mar gayi, Tu thoda thoda acha laga jo, Main tujhpe hi poori bikar gayi, Oops! .
Main thoda teri aankhon pe mar gayi, Main thoda teri baaton pe mar gayi, Tu thoda thoda acha laga jo, Main tujhpe hi poori bikar gayi, Oops! .
Main boli teri aankhon pe mar gaya, Main boli teri baaton pe mar gaya, Tu thoda thoda acha laga jo, Main tujhpe hi poori bikar gaya, Oops! .
Main thoda teri aankhon pe, Main thoda teri baaton pe, Tu thoda thoda mujhpe hi, To saara mera, Oops! .
Written by: King
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Oops Lyrics - King

Oops Song Info:

Song: Oops
Singer(s): King
Musician(s): Hiten
Lyricist(s): King
Cast: King, Zahrah S Khan
Label(©): King
Scroll to Top