Paan Dukaniya Lyrics (Bholaa) – Kanika Kapoor

Paan Dukaniya Lyrics

Tohri atariya pe hai dali najariya Dhak dhoon sa howe dhak dhoon Haajir hai sewa bolo banki gujariya Dhak dhoon sa howe dhak dhoon
Kabhi humre bhitar honth lal Tohri paan dukaniya Yun baton mein na humko taal Tohri paan dukaniya
Bankka sa beeda tu lagne de Patta banaras ka chakhne de Bankka sa beeda tu lagne de Patta banaras ka chakhne de
Kabhi humre bhitar honth lal Tohri paan dukaniya Yun baton mein na humko taal Tohri paan dukaniya
Chuna zara sa tu kam rakhna Launga ilaichi mein dam rakhna Chuna zara sa tu kam rakhna Launga ilaichi mein dam rakhna
Haan ye prem ka hai paan re Isme nasha hai tere naam ka Lali teri dekhun zara Sadka tu lele meri jaan ka
Tohri to batein hain Lachedar supari Jhank zara dil kehta Sadke baari baari
Lagi lagi talab tohri Tadap tadap umar guzri Khabar piya le lo humari Nagad sabhi nahi udhari
Kabhi humre bhitar honth lal Tohri paan dukaniya Yun baton mein na humko taal Tohri paan dukaniya
Ho ye hai pareshani duniya mein Dil ki na maani duniya ne Ho ye hai pareshani duniya mein Dil ki na maani duniya ne
Kabhi humre bhitar honth lal Tohri paan dukaniya Yun baton mein na humko taal Tohri paan dukaniya
Ho dekhun main tere bhi rang piya Main hoon malang malang piya Dekhun main tere bhi rang piya Tu hai malang malang piya
Tohri atariya pe hai dali najariya Dhak dhoon sa howe dhak dhoon Haajir hai sewa bolo banki gujariya Dhak dhoon sa howe dhak dhoon
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Paan Dukaniya

Album: Bholaa (Movie)

Artist: Kanika Kapoor, Swaroop Khan

Actor: Ajay Devgn, Tabu

Lyricist: Irshad Kamil

Musician: Ravi Basrur

Label: T-Series