Pagal Parindey
Na zameen mili na falak milaHai safar mein andha parindaJis raah ki manzil nahiWahin kho gaya hoke gumraah

Hawa gaon ki ab bhi dhundh rahiBebas aankhein ye dhundhli hoti rahiNa bola kuch na kuch kahaKoi jata hai kya is tarah
Na zameen mili na falak milaHai safar mein andha parindaJis raah ki manzil nahiWahin kho gaya hoke gumraah
Jindaan ko udaan samajh baithaEk baar bhi mudke na dekhaHare pedon ki shakhein chhod aayaMasoom ko kisne behkaya
Hariyali wo yaadon mein aati rahiRaahein taqreerein roj sunati rahiNa dua mili na mila khudaHua kaid pagal parinda
Na zameen mili na falak milaHai safar mein andha parindaJis raah ki manzil nahiWahin kho gaya hoke gumraah
Jehen mein kisne zeher dalaRooh pe keher kar dalaJhoothi tasveer dikha ke mazhab kiKambakht insan badal dala
Dozakh ki taraf haye nadaan chaliJannat gaon mein thi achi bhaliAankhein khuli to sab dikhaGumnaam hai ye parinda

Watch now