Papa
Ungli pakad ke sikhaya thaKaise jiye zindagiBigde raaho meinHalaton se darke na rukna kabhi
Bulaya khuda ne tumheAur mujhko rulaya tabhi
Simat gaya wo aanganJab se sham ko ghar nahi aate hoSimat gaya wo aanganJab se sham ko ghar nahi aate ho
Tham gayi meri khushiyanPapa yaad bahot tum aate hoPapa yaad bahot tum aate hoPapa yaad bahot tum aate ho
Darta bhi tha aapsePar karta bahot pyaar thaJahan se bhi ladta agarApka sath har baar tha
Farz nibhaya tha jo aapneJeene ka wo saar tha
Rab mere tum theMere rom mein jo bas jate hoHar pal mere dil mein
Papa yaad bahot tum aate hoPapa yaad bahot tum aate hoPapa yaad bahot tum aate ho
Watch now
