Parchayi Lyrics – Babbu Maan
Parchayi Lyrics
Band kamra Aur teri parchayi hai Ha ha ha, yaad aayi hai
Band kamre mein Teri parchayi hai Band kamre mein Teri parchayi hai
Yahi to umar bhar ki Meri kamayi hai Meri kamayi hai Meri kamayi hai
Teri jawani ne shayar banaya mujhe Teri jawani ne shayar banaya mujhe Tere naam pe meri har rubayi hai
Band kamre mein Teri parchayi hai Band kamre mein Teri parchayi hai
Khul gaya hai khud bakhud ye darwaza Khul gaya hai khud bakhud ye darwaza Bina bulaye chandni kyun aayi hai
Band kamre mein Teri parchayi hai Band kamre mein Teri parchayi hai
Maan beimaan baitha hai barso se Maan beimaan baitha hai barso se Aata hi nahi wo harjaayi hai
Band kamre mein Teri parchayi hai Band kamre mein Teri parchayi hai
Song Credits
Song: Parchayi
Album: Mera Gham 2
Artist: Babbu Maan
Lyricist: Babbu Maan
Musician: Babbu Maan
Label: Babbu Maan
