Parchayi Lyrics – Babbu Maan
Parchayi Lyrics
Band kamra, Aur teri parchayi hai, Ha ha ha, yaad aayi hai.
Band kamre mein, Teri parchayi hai, Band kamre mein, Teri parchayi hai.
Yahi to umar bhar ki, Meri kamayi hai, Meri kamayi hai, Meri kamayi hai.
Teri jawani ne shayar banaya mujhe, Teri jawani ne shayar banaya mujhe, Tere naam pe meri har rubayi hai.
Band kamre mein, Teri parchayi hai, Band kamre mein, Teri parchayi hai.
Khul gaya hai khud bakhud ye darwaza, Khul gaya hai khud bakhud ye darwaza, Bina bulaye chandni kyun aayi hai.
Band kamre mein, Teri parchayi hai, Band kamre mein, Teri parchayi hai.
Maan beimaan baitha hai barso se, Maan beimaan baitha hai barso se, Aata hi nahi wo harjaayi hai.
Band kamre mein, Teri parchayi hai, Band kamre mein, Teri parchayi hai.
Song Credits
Song: Parchayi
Album: Mera Gham 2
Artist: Babbu Maan
Lyricist: Babbu Maan
Musician: Babbu Maan
Label: Babbu Maan