Payal
Haan.. yeah yeah yeah
Meri jaan baandh rakhi tune payal meinHar kadam tera kare mujhe ghayal haiAre hum to maamuli se gayak theTujhe dekh ke hi to hue shayar hain
Ye jo hum pe chhaye hue badal hainPehle dikhe na kabhi the poore savan meinRaza teri razamandi me shaamil hainTere hukum sar aankho pe kayal hain
Haan tu keh de agarUthega nahi tere kandhe se sarSab be-asar tere ishq jaisa maineKabhi dekha nahi marz
Tera mujhpe hai karzChukana padega jo mujhe shat pratishatKya kiya ye hasharTeri aakhon ne bhi chhodi na koi bhi kasar
Meri jaan baandh rakhi tune payal meinHar kadam tera kare mujhe ghayal haiAre hum to maamuli se gayak theTujhe dekh ke hi to hue shayar hain
Ye jo hum pe chhaye hue badal hainPehle dikhe na kabhi the poore savan meinRaza teri razamandi mein shaamil hainTere hukum sar aankhon pe kayal hain
Meri jaan tu karle gunaahVaardaatein sambhal jati hainTere liye kya sharam kya hayaTu pani hai kese bhi dhal jati hai
Yaada teri hai bepanahJo dil mein hi mere ghar kar jati haiKisi se bhi chhup na sakaIraday tu chehre se padh jati hai
Haan pagal hainPiche tere jhumke aur tere kajal keTere aanchal ke kyaDil se bhi hum tere bahir hain
Ye na wazib haiNakhre tere ye naajayaz hainYe jayaz hainTere haq hi to banta hai shayad se
Meri jaan baandh rakhi tune payal meinHar kadam tera kare mujhe ghayal haiAre ham to maamuli se gayak theTujhe dekh ke hi to hue shayar hain
Ye jo hum pe chhaye hue badal hainPehle dikhe na kabhi the poore savan meinRaza teri razamandi mein shaamil hainTere hukum sar aankho pe kayal hain
Hum razamand re tu bhi to bandu haiUdti patang main hoon jogi malangIs mard ki tu iklauti pasand
Mat kar ye jatan na dikha tu badanMujhe chahiye teri soul chahiye tera dilMera ek hi hai goal kali kitte millJo bhi tu bol bas fatne de billGates tu khol baby let me in
Bhai mera yo yo tu meri makhnaKadam tu tere sambhal ke rakhnaTakhne mein payal payal mein meri jaanMeri jaan hai tu isme koi shaq na
Shaq na tu kar chhadte tu maikaHoneymoon pe chalenge jamaicaJamaica chalenge jamaicaBanu main jamaai teri mayi ka
Watch now
Payal Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Paradox, Yo Yo Honey Singh
From the album
Glory
Words by
Paradox
Music by
Yo Yo Honey Singh
Music label
T-Series
FAQ
Good to know
Who sings Payal?
Payal is performed by Paradox and Yo Yo Honey Singh.
Which album is Payal from?
Payal appears on the album Glory.
Who wrote the lyrics for Payal?
The lyrics for Payal were written by Paradox.
Who composed the music for Payal?
The music for Payal was composed by Yo Yo Honey Singh.
Which music label released Payal?
Payal is associated with T-Series.
