Pehla Pyar Lyrics – Gajendra Verma
Pehla Pyar Lyrics
Ab naa rukenge, Ab aur na seh paega dil ye, Ab naa rukenge, Ab aur na seh paega.
Sath sikhe humne zindagi ke mayane sabhi, Sath dekhe the jo sare sapne ab kuch nahi.
Tu chali jaa par bhool na, Ki main hoon tera pehla pyar, Dil to majboor tha, Ke chal pada teri aur hi, Har baar mere yaar dildaar, Har baar mere yaar dildaar.
Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar ayi hai, Oh ve rabba teri, Kaisi ye khudaai hai.
Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar ayi hai, Pyar ki dunia, Tune aisi kyun banai hai.
Ab yahan kya rakha hai, Kya main samjhau dil ko, Kis tarah se bata de, Ab bhula du main tumko.
Theek hai tumse kya main kahun, Bas bata kaise tujh bin rahoo.
Tu chali jaa par bhool na, Ke main hoon tera pehla pyar, Dil to majboor tha, Ke chal pada teri aur hi, Har baar mere yaar dildaar, Har baar mere yaar dildaar.
Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar ayi hai, Oh ve rabba teri, Kaisi ye khudaai hai.
Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar ayi hai, Pyar ki dunia, Tune aisi kyun banai hai.
Kaisi ye judaai hai, Ankh bhar ayi hai, Oh ve rabba teri, Kaisi ye khudaai hai.
Kaisi ye judaai hai, Ankh bhar ayi hai, Pyar ki dunia, Tune aisi kyun banai hai.
Song Credits
Song: Pehla Pyar
Artist: Gajendra Verma
Actor: Gajendra Verma, Manasi Moghe
Lyricist: Gajendra Verma
Musician: Gajendra Verma
Label: Gajendra Verma