Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics – Arijit Singh

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

Ishaq mere yaara Oh mere yaara Tu karle dobara Kar le dobara
Bas ik bar mein hi Ik bar mein hi Bhare na dil bechara Bhare na dil bechara
Sang rehne ke sham sawere Kya karne hain waade bathere
Hai zindagani agar char din ki To lene hi kyun saat fere Tune jawani mein seekha Na jane kahan ka saleeka
Jo pehle hi break up mein Dil ne tere give up kar diya
Ek baar hi kiya to yaaron Pyaar kya kiya Ek baar hi kiya to yaaron Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya Pyar hota hota hota kayi baar hai Pyar hota hota hota kayi baar hai
Pehli mohabbat mein to Lagta yahi hai darling Mar jaunga jo mujhko ye na mili Agli dafa mohabbat hoti hai to lagta hai Ye wali mujhko pehle kyun na mili
Wo dil kya bhala Jo toota na kabhi Pehli dafa chot kha ke Kyun dil ko lagana hi chodein Sab kuch mohabbat mein chalta hai to Kyun na do char dil hum bhi todein
Tune jawani mein seekha Na jane kahan ka saleeka Jo pehle hi break up mein Dil ne tere give up kar diya
Ek baar hi kiya to yaaron Pyaar kya kiya Ek baar hi kiya to yaaron Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya Sirf ek pe kiya to dil nissar kya kiya Pyar hota hota hota kayi baar hai Pyar hota hota hota kayi baar hai
Lets go lets go Tainu pyaar di lorh ae Chahida kinna ve Bolo bolo
Kadi dass de yaar nu Inna inna ve Say no say no
Tainu pyaar di lorh ae Chahida kinna ve Bolo bolo
Twaddi khidmat wich haazir Ae lo ae lo Pyaar hota hota hota kayi baar hai
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Pyaar Hota Kayi Baar Hai

Album: Tu Jhoothi Main Makkaar

Artist: Arijit Singh

Actor: Ranbir Kapoor, Shraddha Kapoor

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Musician: Pritam

Label: T-Series