Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Lyrics – Lakhbir Singh | Navratri Song
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani - Lakhbir Singh
Darbaar Tera Darbaaron Mein
Ek Khaas Ahamiyat Rakhta Hain
Usko Waisa Mil Jata Hain
Jo Jaisi Niyat Rakhta Hai
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Bada Nyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Nyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Bhakton Ki Yahan Bhakto Ki
Tere Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Unche Parvat Bhawan Nirala
Unche Parvat Bhawan Nirala
Unche Parvat Bhawan Nirala
Unche Parvat Bhawan Nirala
Aake Sheesh Navawe Bhawani
Sheesh Navawe Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai
Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai
Ho Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai
Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai
Tere Charno Mein Ganga Ki Dhaar Bhawani
Charno Mein Ganga Ki Dhaar Bhawani
Tere Bhakton Ki Lagi Hai Kataar Bhawani
Bhakton Ki Lagi Hai Kataar Bhawani
Bhakton Ki Lagi Hai Kataar Bhawani
Lal Chunariya Lal Lal Chuda
Lal Chunariya Lal Lal Chuda
Ye Lal Chunariya Lal Lal Chuda
Lal Chunariya Lal Lal Chuda
Gale Lal Phoolon Ke Sohe Haar Bhawani
Lal Phoolon Ke Sohe Haar Bhawani
Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Sawan Mahina Maiya Jhoola Jhulein
Sawan Mahina Maiya Jhoola Jhoolein
Savan Mahina Maiya Jhoola Jhulein
Sawan Mahina Maiya Jhoola Jhoolein
Dekho Roop Kanjko Ka Dhaar Bhawani
Roop Kanjko Ka Dhaar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawaani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawaani
Pal Mein Bharti Jholi Khaali
Pal Mein Bharti Jholi Khaali
Pal Mein Bharti Jholi Khaali
Pal Mein Bharti Jholi Khaali
Tere Khule Daya Ke Bhandaar Bhawaani
Khule Daya Ke Bhandaar Bhawani
Tere Bhakton Ki Lagi Hai Kataar Bhawani
Bhakton Ki Lagi Hai Kataar Bhawani
Lakkha Ko Hai Tera Sahara Maa
Hum Sabko Hai Tera Sahara
Lakkha Ko Hai Tera Sahara Maa
Hum Sabko Hai Tera Sahara
Karde Apne Saral Ka Beda Paar Bhawani
Karde Apne Saral Ka Beda Paar Bhawani
Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Bhakto Ki, Tere Bhakto Ki
Yaha Bhakto Ki Lagi Hai Kataar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Tere Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bolo Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Music Video
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Song Info:
Song: | Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani |
Singer(s): | Lakhbir Singh Lakkha |
Musician(s): | Surinder Kohli |
Lyricist(s): | Guru Ji Ram Lal Sharma, Santosh Singh, Saral Kavi |
Label(©): | T-Series Bhakti Sagar |