Qanoon
Mere ek guzaarish haiQanoon banane walon se
Meri ek guzaarish haiKanoon banane walon seAb tak mudde bigde hi haiAafat aur bawalon seMeri ek guzaarish haiQanoon banane walon se
Bahut se aise waakayatJo pheli bar he hote haiBahut seh aise hadsathJo pheli bar he hote hai
Bahut se aise waakayatJo pheli bar he hote haiBahut seh aise hadsathJo pheli bar he hote hai
Unmein galat sahi ab kaiseSabit kare hawalo seMere ek guzaarish haiKanoon banane walon se
Meri ek guzaarish haiQanoon banane walon seAb tak mudde bigde hi haiAafat or bawalo seMeri ek guzaarish haiKanoon banane walon se
Khel zinndgi ke naJeete gaye kabhi chalaki seNa hi jada kam dileyo seAur na he bebaaki se
Khel zinndgi ke naJeete gaye kabhi chalaki seNa hi jada kam dileyo seAur na he bebaaki se
Yeh baji pechida haiShayad shatranj ki chalo se
Meri ek guzaarish haiQanoon banane walon seAb tak mudde bigde hi haiAafat aur bawalon seMeri ek guzaarish haiQanoon banane walon se
Yun toh chahe khub risale chapoAur majmoon likhoHalla karke akhbaro seChahe fir qanoon likho
Yun toh chahe khub risale chapoAur majmoon likhoHallah karke akhbaro seChahe fir qanoon likho
Hal toh akhir nikle gyeBunadi aasal sawalon se
Meri ek guzaarish haiQanoon banane walon seAb tak mudde bigday hi haiAafat aur bawalon seMeri ek guzaarish haiKanoon banane walon se
Vaise toh agar soche tohSab kagaj ke farman hi haiKuwat hai mehdhudh kyukiMunseef insaan hi hai
Vaise toh agar soche tohSab kagaj ke farman hi haiKuwat hai mehdhudh kyukiMunseef insaan hi hai
Khoon takapta dekha haiInsaf keh butt ki gaalo se
Meri ek guzaarish haiQanoon banane walon seAb tak mudde bigday hi haiAafat aur bawalon seMeri ek guzaarish haiQanoon banane walon se
Palak jhapte duniya badleAisa hua na hoga bhiJimmedaar barabar keh haiSadar bhi aur daroga bhi
Palak jhapte duniya badleAisa hua na hoga bhiJimmedaar barabar keh haiSadar bhi aur daroga bhi
Zara zara se farak padegyIn sartaj kheyalo se
Meri ek guzaarish haiQanoon banane walon seAb tak mudde bigday hi haiAafat aur bawalon seMeri ek guzaarish haiQanoon banane walon se
Meri ek guzaarish haiQanoon banane walon se
Watch now
Qanoon Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
FAQ
Good to know
Who sings Qanoon?
Qanoon is performed by Satinder Sartaaj.
Who wrote the lyrics for Qanoon?
The lyrics for Qanoon were written by Satinder Sartaaj.
Who composed the music for Qanoon?
The music for Qanoon was composed by Beat Minister.
Which music label released Qanoon?
Qanoon is associated with SagaHits.
