Romantic Raja Lyrics – Khesari Lal Yadav

Romantic Raja Lyrics

Haye athra ke baad lagi Dil mein aisi aag lagi Dekha sapne mein tujhe Main to saari raat jagi
Mujhko teri pyaas lagi Aaja gharpe tu bas abhi Ek pal bhi na kate Lagne lagi raat badi
Ready shedy hone mein Time to lage hai Wait kar payunga na Tera ab main jyada
Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja
Ek bechaini si hai Dil mein hai ghabrahat badi Chhata leke aana baby Baahar hai barsat abhi
Kahi main bheeg jaun na Seene se tujhko laga lunga Aage aage dekhna Abhi to hai shuruaat huyi
Jane kyun mind mein Shaq sa jage hai Koi gadbad nahi Mera nek hai iraada
Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja
Kamsin ek to main Aur ye bali hai umar Hogi nahi rani Kisi ko bhi kano kaan khabar
Tere bina jaye na raha Main bhi control mein kaha Aaj ki raat ka karna na Kisi se bhi zikar
Mana thoda risk hai Par yahi ishq hai Milke mujhse tu Ho jayega baby taza
Main aayi main aayi Mere romantic raja Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha
Main aayi main aayi Mere romantic raja Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha
Romantic raja Aaja aaja Romantic raja Aaja aaja
Romantic raja Romantic raja Romantic raja aa aa
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Romantic Raja

Artist: Khesari Lal Yadav, Shipra Goyal

Lyricist: Kunaal Vermaa

Musician: Abhijit Vaghani

Label: Blue Beat Studios