Saansein Dene Aana Lyrics (Om) – Raj Barman
Saansein Dene Aana Lyrics
Haan marte hai tujhpe Ab kuch aur karte nahi Tere dil mere dil Kasam se gujarte nahi
Kaha ho kaha ho kidhar ho ki sunte nahi Ye lamhe tere intezaar ke kat-te nahi
Main aasman tera Tu chand banke aana Inn dil ki dhadkano ko Tu saansein dene aana
Main aasman tera Tu chand banke aana Inn dil ki dhadkano ko Tu saansein dene aana
Tu chand banke aana Tu saansein dene aana
Aana tu aisi mohabbat le aana Jo ab tak kisi ne na ki ho Woh ishq lana aisa deewana banana Zikar jiska jannat talak ho
Jo hua na kabhi aur na hoga kabhi Misale sada jiski denge sabhi Bas ye dua poori karne meri Tu aaja na aaja na aaja na
Main tujhpe mar mitunga Tu mujhpe marne aana Inn dil ki dhadkano ko Tu saansein dene aana
Main aasman tera Tu chand banke aana Inn dil ki dhadkano ko Tu saansein dene aana
Saans tu dene aana Saans saans tu dene aana Saans tu dene aana
Saans saans tu dene aana Saans tu dene aana Saans saans tu dene aana Saans tu dene aana
Main aasman tera Tu chand banke aana Inn dil ki dhadkano ko Tu saansein dene aana
Main aasman tera Tu chand banke aana Inn dil ki dhadkano ko Tu saansein dene aana
Song Credits
Song: Saansein Dene Aana
Album: OM - Rashtra Kavach
Artist: Palak Muchhal, Raj Barman
Actor: Aditya Roy Kapoor, Elnaaz Norouzi
Lyricist: Manoj Yadav
Musician: Chirantan Bhatt
Label: Zee Music Company
