Saath Hum Rahein Lyrics (Drishyam 2) – Jubin Nautiyal
Saath Hum Rahein Lyrics
Jale jab suraj Tab saath hum rahein Dhale jab chanda Tab saath hum rahein
Hansi jab chhalke Tab saath hum rahein Hon bheegi palkein Tab saath hum rahein
Khud ki parchhaiyan Chahe muh mod le Vaasta tod le Tab bhi saath hum rahein
Hai hamein kya kami Hum bichha kar zameen Aasmaan odh le Yun hi saath hum rahein
Jale jab suraj Tab saath hum rahein Dhale jab chanda Tab saath hum rahein
Hansi jab chalke Tab saath hum rahein Hon bheegi palkein Tab saath hum rahein
Khushrang jis tarah Hai zindagi abhi Iska mizaaj aisa hi Umar bhar rahe Umar bhar rahe
Bhoole se bhi nazar Lag jaye na kabhi Masoom khoobsurat hi Is qadar rahe is qadar rahe
Jo badal chhayein Tab saath hum rahein Baharein aaye Tab sath hum rahein
Din itminaan ke Ya imtehaan ke Jo bhi naseeb hon Milke baant-te rahe Baant-te rahe
Kaaton ke bich se Thoda sambhal ke Najuk si pattiyan Milke chhant-te rahe Chhant-te rahe
Dikhe jab taare Tab saath hum rahein Bujhe jab sare Tab saath hum rahein
Jale jab suraj Tab saath hum rahein Dhale jab chanda Tab saath hum rahein
        Song Credits
Song: Saath Hum Rahein
Album: Drishyam 2
Artist: Jubin Nautiyal
Actor: Ajay Devgn
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Musician: Devi Sri Prasad
Label: Panorama Music
