Saathiya
Reh ja abhi mujhme kahiDil ko zarurat teriTu paas hai to ehsaas haiKe main mujhme tha hi nahi
Tu mera mera saara teraMeri baaton pe karle yaqeen
Ke o saathiya saathiyaTere bin jiya kya jiya
Ke o saathiya saathiyaTere bin jiya kya jiyaKe o saathiya saathiyaTere bin jiya bin jiya
Teri kahani main janti huMeri kahani tu jaan leTeri wajah se chalne lagi haiMeri ye sanson ke silsile
Jo bhi hu tera hi huMeri baaton pe karle yaqeenKe o saathiya saathiyaTere bin jiya kya jiya
Ke o saathiya saathiyaTere bin jiya kya jiyaKe o saathiya saathiyaTere bin jiya bin jiya ho
Tu mera tu meraBan gaya haiTu mera tu meraJo hua hai
Tu mera tu meraMain hu teri saathiya
Tu mera tu meraBan gaya haiTu mera tu meraJo hua hai
Tu mera tu meraMain bhi teri saathiya
Ke o saathiya saathiyaTere bin jiya kya jiyaKe o saathiya saathiyaTere bin jiya bin jiya
Watch now
Saathiya Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Nikhil D'Souza, Zahrah S Khan
From the album
Cuttputlli
Words by
Tanishk Bagchi
Music by
Tanishk Bagchi
Music label
Zee Music Company
Featuring
Akshay Kumar, Rakul Preet Singh
FAQ
Good to know
Who sings Saathiya?
Saathiya is performed by Nikhil D'Souza and Zahrah S Khan.
Which album is Saathiya from?
Saathiya appears on the album Cuttputlli.
Who wrote the lyrics for Saathiya?
The lyrics for Saathiya were written by Tanishk Bagchi.
Who composed the music for Saathiya?
The music for Saathiya was composed by Tanishk Bagchi.
Which music label released Saathiya?
Saathiya is associated with Zee Music Company.
Who is featured in Saathiya?
Akshay Kumar and Rakul Preet Singh is featured in Saathiya.
