Sab Jaanta Hai
Maa ka dil nahi dukhane kaBaap se aankh nai milane kaTu samjhe na vibe ko teriAisi se kabhi bhi dil nai lagane ka
Dil ke nahi raaj batane kaDosti mein dhokha nahi khane kaWo kitna bhi bane sagaPar sanp ko maam kabhiDoodh nai pilane ka
Apne hai kon shane hai konMain sab jaanta haiKoi khaas tera hater haiApne hai kon shane hai konMain sab jaanta hai (bhuchal)
Mere hai kon shane hai konMain sab jaanta haiMere hai kon shane hai konMain sab jaanta hai
Ghante pe rakhta zamane koKoi nai aata mere ko khilane koGhar pe hai char jan khane koHunar kehte maatam meinHass ke dikhanе ko
Apno ko janu aur janu main shane koG@nd mein lelе tu feature aur gaano koLalchi meri roti lele khaane koUtsaah ki prapti lalach ko jane do
Maine gam dekha haar dekhiBachpan mein belto ki maar dekhiDuniya deti gaali bas maa hi pyaar degiMadad ke liye pukaarKhushiyon ke liye guhaar dekhi
Rishton mein daraarYaaron se yaar maar dekhiMaine bechain apni saansMarne ke liye aaj dekhiEk manzil dekhi fir talaash dekhiSapno ke bina zinda laash dekhi
Maa ka dil nahi dukhane kaBaap se aankh nai milane kaTu samjhe na vibe ko teriAisi se kabhi bhi dil nai lagane ka
Dil ke nahi raaj batane kaDosti mein dhokha nahi khane kaWo kitna bhi bane sagaPar sanp ko maam kabhiDoodh nai pilane ka
Apne hai kon shane hai konMain sab jaanta haiKoi khaas tera hater haiApne hai kon shane hai konMain sab jaanta hai (bhuchal)
Mere hai kon shane hai konMain sab jaanta hai (yeah)Mere hai kon shane hai konMain sab jaanta hai
Hoon ik saalon se nind main soya niBhai ko khoya par kabhi main roya niMaa-Baap ki aankh bhigoya niJeevan dhaage mein kuch khasa piroya niHomies bhi jalte hai, saga ni koiPar homies ko bura ni bolega koi‘Cuz homies ke liye abhi bhi lovePyaar ko nafrat mein tole na koi
Hip-Hop bani lifeKapde diye khana diyaFans ke roop mein khazanaJeene ke liye zamana diyaParayo ne pyaar apno ne taana diyaMai hip-hop nahi kaiyon ne daava kiyaMaine har tareeke ka gaana diyaNas ke label ke saath gaana kiyaTell me kitne rappero ne jo gaya jiyaBata do kitne rappero ne jo gaya jiya

Watch now