Sardi Ka Mausam Lyrics – Arjun

Sardi Ka Mausam Lyrics

Sardi ka mausam Mausam mein baatein teri Ik chai meethi Aur meethi yaadein teri
Tainu laike main pahada wal javan Gaane tere layi main sohne sohne gaavan Sachi mujhpe hai jadoo phire karta Teri ankhon pe jo zulfon ka parda
Haye tera surma Surme ne jaan hi leli
Sardi ka mausam Mausam mein baatein teri Ik chai meethi Aur meethi yaadein teri
Tera naam pata malum kare Maine titliyon se kal baat kari Sun baat ye badal jhoom pade Barsaat yaha uss raat padi
Aur barf giri thi shehar tere Meri gali me bhi thand badhne lagi Koi dhun thi adhuri kirat ki Jab hawa chali wo bhi ban ne lagi
Tere khyaalon se banaya Maine pyaar tabhi Mere hathon ne uthaya tha guitar Guitar bhi jhooma Jb dhun maine wo chedi
Sardi ka mausam Mausam mein baatein teri Ik chai meethi Aur meethi yaadein teri
Sardi ka mausam Mausam mein baatein teri Ik chai meethi Aur meethi yaadein teri
Chup chup rehti Wo aakhon se shararti si Ankhon ke nashe ko Sidha dil mein utarti
Jharne ka paani Wo baatein sitaaro ki Deti khushi jaise Maggie pahado ki
Barish ki khushboo si Dil ke sukoon jaisi Pariyon ko dekho to Haan hubahu vaisi
Haste hi muft mein le gayi wo dil ko Kya log honge wo milti h jinko Meri raatein hi mita gayi jis sham mili Le ke hothon pe wo jab mera naam Wo naam kya le gayi Bas le gayi jaan wo meri
Sardi ka mausam Mausam mein baatein teri Ik chai meethi Aur meethi yaadein teri
Sardi ka mausam Mausam mein baatein teri Ik chai meethi Aur meethi yaadein teri
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Sardi Ka Mausam

Artist: Arjun

Actor: Arjun, Srijan Chanta

Lyricist: Kirat Gill

Musician: Lakshay, Siddharth Singh

Label: Gringo Entertainments