Sari Duniya Jala Denge Lyrics – Animal
Sari Duniya Jala Denge Lyrics
Ho badala ne meeh paya ae Ho badala ne meeh paya ae Ho jida intezar si Aaj rabba wohi din aaya ae
Ho jida intezaar si Aaj rabba wohi din aaya ae
Pada maut se pala mera Ho pada maut se pala mera Ya aaj main rahunga Ya samne wala mera
Ya aaj main rahunga Ya samne wala mera
Ye jalte suraj se ye tej hawa Haye ye zamane se Tere liye aayenge bachayenge Tujhe doob jane se
O rehena tere sath hai maine O chhune tere hath hai maine Ho puja teri karni hain Har din raat hai maine
Ho yun hi rone nahi dunga Ho yun hi rone nahi dunga Main jab tak zinda tujhe Kuch hone nahi dunga
O sab kuch hi mita denge O sare hosh gawa denge Agar tujhe ho gaya kuch Sari duniya jala denge
Agar tujhe ho gaya kuch Sari duniya jala denge
Song Credits
Song: Sari Duniya Jala Denge
Album: Animal (Movie)
Artist: B Praak
Actor: Ranbir Kapoor, Rashmika Mandanna
Lyricist: Jaani
Musician: Jaani
Label: T-Series
