Sun Maahi Lyrics – Armaan Malik
Sun Maahi Lyrics
Hai mausamon ki adaon mein tu Behta hai bheegi hawaon mein tu Din bhar chale hai khayalon mein tu Sun maahi sun maahi
Hai gunguni si subahon mein tu Khamoshiyon mein sadaon mein tu Faila hai charon dishaon mein tu Sun maahi sun maahi
Khwabon ke kinare Main bhi aaun tu bhi aa re Jee le zindagi zara si Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki batein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai sara jahan Tere jaisa koi kahan re
Khwabon ke kinare mein bhi aaun Tu bhi aa re Jee le zindagi zara si Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki batein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai sara jahan Tere jaisa koi kahan re
Sun maahi..
Jeena jise chahta hoon Haan tu wahi zindagi hai Kehne ka matlab to yun hai Mere paas har khushi hai Bas tu aaj ik teri kami hai
Khwabon ke kinare Main bhi aaun tu bhi aa re Jee le zindagi zara si Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki batein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai sara jahan Tere jaisa koi kahan re
Khwabon ke kinare Main bhi aaun tu bhi aa re Jee le zindagi zara si Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki batein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai sara jahan Tere jaisa koi kahan re
Maine dhoondha hai sara jahan Tere jaisa koi kahan re Sun maahi
Song Credits
Song: Sun Maahi
Artist: Armaan Malik
Lyricist: Kunaal Vermaa
Musician: Amaal Mallik
Label: Armaan Malik
