Taake Naina Lyrics – Ankit Tiwari | Bhavin

Taake Naina - Ankit Tiwari

Tumse mile hain to ye ehsaas hai, Sapno mein dekha jaise ek khaab hai.

Humne duwaaein maangi, Kuch khwaahishein bhi, Tujhme hi kudrat meri, Dua ki chhadi bhi.
Bheegi jaise hawa ho guzari, Karke mujhko fanaa, Khwahishon ki ho roshni tu, Mere gham ki dawa.
Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina.
Tera chehra ruhana.

Ankhein ye kehti baatein dil ki, Dil na sambhale jaaye.
Na zubaan woh keh bhi paaaye, Ankhein bayaan kar jaaye.
Tere bin na ho subha, Na ho raatein haseen, Aasmaan ko hain pata, Tu hi meri zameen.
Bheegi jaise hawa ho guzari, Kar ke mujhko fanaa, Khwahishon ki ho roshni tu, Mere gham ki dawa.
Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina.
Tera chehra ruhana.
Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina, Haan taake naina naina haan naina.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Taake Naina

Artist: Ankit Tiwari, Jyotica Tangri

Actor: Bhavin Bhanushali, Jumana Khan

Lyricist: Abhishek Talented

Musician: Abhishek - Amol

Label: Musiway