Tafseel
Jahan mein pyar aur mehr oWafa ki reet hai jab takTumhare waste waqf hainMeri chahate tab tak
Jahan mein pyar aur mehr oWafa ki reet hai jab takTumhare waste waqf hainMeri chahate tab tak
Mere har roz ki har ek baatKe har pehlo ka unwaan hoMere unwaan ki har ek kahaniKa tum hi aghaz ho
Tu rasta tu manzilTu aasaan tu hi mushkilTu ishq hai tu mohabbatTu hi khona tu hi haasil
Main ishq ki wo sada bann gaya huJise sune jahan sune aasmaanMain pyar ki wo dua bann gaya huJise mile jahan mile aasmaan
Haathon ki lakeeroun seNazarein jo ulajh jaayeTere pyar ki tehreereinMeri kismet bann jayein
Mere dil ki har ek khuwahishTujh mein youn simat jayeinTeri baanho ke yeh ghehreMujhse jo lipat jayein
Main kisaa hu mukhtasarMera silsila taweel tumMere unkahe alfaaz kiEk unsunii tafseel tum
Main ishq ki woh sada bann gaya huJise sune jahan sune aasmaanMain pyar ki wo dua bann gaya huJise mile jahan mile aasmaan
Tu raabta har saans kaTu sukoon hai dil o jaan kaTu wasta meri rooh kaTu yakeen mere gumaan ka
Main pyar ki daastan bann gaya huJise kahe jahan kahe aasmaanMain pyar ka geet woh bann gaya huJise gaye jahan gaye aasmaan
Main ishq ki wo sada bann gaya huJise sune jahan sune aasmaanMain pyar ki wo dua bann gaya huJise mile jahan mile asmaan
Watch now
Tafseel Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Farhan Gilani
Words by
Atif Ali, Farhan Gilani, Zeeshan Rafique
Music by
Atif Ali
Music label
Tips Music
FAQ
Good to know
Who sings Tafseel?
Tafseel is performed by Farhan Gilani.
Who wrote the lyrics for Tafseel?
The lyrics for Tafseel were written by Atif Ali, Farhan Gilani and Zeeshan Rafique.
Who composed the music for Tafseel?
The music for Tafseel was composed by Atif Ali.
Which music label released Tafseel?
Tafseel is associated with Tips Music.
