Tera Mera Lyrics – Papon
Tera mera ye fasanaPoore nahi ye adhure sahiFir kyun bhala un lamho se hiGuzara karun aahein bharoon
Char deewari ye tere binaKaid sa laageBaarish ki chheenteTezaab sa kyun jalave
Ka karun sajni aaye na baalamKa karun sajni aaye na baalam
Darwaje pe dastak huiSach mein kahin tu to nahiBaahon mein tu marke mujheHothon se chhoo kar to dekhTu sach ya bharam jaane do
Saare mausam patjhadJaise kyun laageMere sirhane tu baithaAisa kyun laage
Ka karun sajni aaye na baalamKa karun sajni aaye na baalam
Rowat rowat hayeKal naahi aayeTadap tadap mohe ramKal naahi aaye
Nis din mohe virha satayeYaad aawat jab unki batiyan
Watch now