Tere Alawa Lyrics – Himesh Reshammiya

Tere Alawa Lyrics

Tere alawa koi dil ko, Samajh aata nahi, Tere alawa koi dil ko, Samajh aata nahi.
Mahiya tainu, Karaan main pyaar, Mahiya tainu, Karaan main pyaar.
Mehjabi tera chehra, Sandli teri aankhein, Aafreen tere rukhsar.

Main to mera raha nahi, Mera dil bhi mera nahi.

Tera tasavvur mere, Zehno jiya pe sawar, Tere liye dil ye mera, Hai beqaraar.
Tu jaan le o jaana, Dil ne tujhe apna mana, Dil ne tujhe apna mana, Apna mana.
Mehjabi tera chehra, Sandli teri aankhein, Aafreen tere rukhsar.
Mahiya tainu, Karaan main pyaar, Mahiya tainu, Karaan main pyaar.
Main to mera raha nahi, Mera dil bhi mera nahi.
Tere alawa koi dil ko, Samajh aata nahi, Tere alawa koi dil ko, Samajh aata nahi.
Mahiya tainu, Karaan main pyaar, Mahiya tainu, Karaan main pyaar.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Tere Alawa

Album: Surroor 2021

Artist: Himesh Reshammiya

Lyricist: Himesh Reshammiya

Musician: Himesh Reshammiya

Label: Himesh Reshammiya Melodies