Tere Bina Lyrics – Samar Monsoon | Sambhavna Seth

Tere Bina Lyrics

Zaroorat nahi tu meri Zaroori hai mere liye Main laya falak se ye saansein Haan sirf tere liye
Tera hath choota To main bikhar jaunga
Main tere bin mar jaunga Tere bina tere bina Tere bina tere bina
Rakho hath seene pe mere Waada karo ye abhi Badal jaye sara jahan Tum na badalna kabhi
Rakho hath seene pe mere Waada karo ye abhi Badal jaye sara jahan Tum na badalna kabhi
Tera hath chhoota To main bikhar jaunga Main tere bin mar jaunga Tere bina tere bina Tere bina tere bina
Tera hoon main bas tera Karle mera tu yaqeen Bin tere ek saans bhi Manzur mujhko nahi
Tera hoon main bas tera Karle tu mera yaqeen Bin tere ek saans bhi Manzur mujhko nahi
Tera hath choota To main bikhar jaunga
Main tere bin mar jaunga Tere bina tere bina Tere bina tere bina
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Tere Bina