Tere Hawaale Lyrics – Shreya Ghoshal | Extended Version

Tere Hawaale Lyrics

Mainu chadheya Ishq mein rang tera Ek ho gaya Ang mera ang tera
Rab mileya jad mileya Mahi mainu sang tera
Na hoke bhi qareeb tu Humesha paas tha Ke sau janam bhi dekhta Main tera raasta
Na hoke bhi qareeb tu Humesha paas tha Ke sau janam bhi dekhti Main tera raasta
Jo bhi hai sab mera Tere hawaale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawaale kar diya
Jo bhi hai sab mera Tere hawale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawaale kar diya
Dekha zamana sara bharam hai Ishq ibadat ishq karam hai Mera thikana teri hi dehleez hai
Ho main hoon deewarein Chhat hai piya tu Rab ki mujhe nemat hai piya tu Mere liye tu barkat ka taweez hai
Zara kabhi meri nazar se Khud ko dekh bhi Hai chand mein bhi daag par Na tujhme ek bhi
Khud pe haq mera Tere hawale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawale kar diya
Jo bhi hai sab mera Tere hawaale kar diya Jism ka har ruaan Tere hawaale kar diya
Mainu chadheya Ishq mein rang tera Ek ho gaya Ang mera ang tera
Rab mileya jad mileya Mahi mainu sang tera
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Tere Hawaale (Arijit, Shreya Duet)

Album: Laal Singh Chaddha

Artist: Arijit Singh, Shreya Ghoshal

Lyricist: Amitabh Battacharya

Musician: Pritam

Label: T-Series